Bollywood MP3


hmm hmm hmm hmmm la la la
hey hey hey hey ah ha
subhaan allaah subhaan allah subhaan allah
subhaan allaah subhaan allah subhaan allah
valle valle
valle valle
valle valle
chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata
sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata
zidd hain ab toh hain khud ko mitana hona hain tujhmein fanaa
chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata
sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata

valle valle
valle valle
teri adaa bhi hain jhonke wali chhu ke gujar jaane de
teri lachak hain ke jaise daali dil mein utar jaane de
aaja baahon mein karke bahana hona hain tujhmein fanaa
chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata
sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata

subhaan allaah subhaan allah subhaan allah
subhaan allaah subhaan allah subhaan allah
hain jo iraaden bata doon tumko sharma hi jaaogi tum
dhadakanen jo suna doon tumko ghabraa hi jaaogi tum
hamko aata nahi hain chhupana hona hain tujhmein fanaa
chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata
sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata
zidd hain ab toh hain khud ko mitana hona hain tujhmein fanaa

 
icon for podpress  Fanaa - Chand Si farish [0:32m]: Play Now | Play in Popup | Download
icon for podpress  fanaa Chandsifarish 3gp video: Download

Hindi Song Title: Jhoom Barabar Jhoom Sharabi
Hindi Movie/Album Name: JHOOM BARABAR
Singer(s): AZIZ NAZAN

Hindi Lyrics:

na haram mein, na sukoon milta hai but’ khane mein
chain milta hai to saqi tere maikhane mein
jhoom barabar jhoom sharabi jhoom barabar jhoom
jhoom barabar jhoom sharabi jhoom barabar jhoom

kali ghata hai mast faza hai
kali ghata hai mast faza hai jaam utha ker ghoom ghoom ghoom
jhoom barabar jhoom sharabi jhoom barabar jhoom
jhoom barabar jhoom sharabi jhoom barabar jhoom

aaj angoor ki beti se mohabbat ker le
shaikh sabih ki nasihat se baghawat ker le
iski beti ne utha rakhi hai sir per dunya
yeh to acha hoa angoor ko beta na hoa

kam se kam surat e saqi ka nazara ker le
aa ke maikhaane mein jeene ka sahara ker le
aankh milte he jawani ka maza aaye ga
kuch to angoor ke pani ka maza aaye ga

her nazar apni basad shouq gulabi ker de
itni pee le ke zamane ko sharabi ker de
jaam jab samne aaye to mukarna kaisa
baat jab peene ki aa jaye to darna kaisa

dhoom machi hai maikhaane mein
dhoom machi hai maikhaane mein tu bhi macha le dhoom dhoom dhoom
jhoom barabar jhoom sharabi jhoom barabar jhoom
jhoom barabar jhoom sharabi jhoom barabar jhoom

iske peete he tabiyat mein rawani aaye
isko burha bhi jo pee le to jawani aaye
peene wale tujhe aa jaye ga peene ka maza
iske her ghoont mein poshida he peene ka maza

baat to jab hai tu mai ka parastar bane
tu nazar dal de jis per wohi maikhuwar bane
mousam e gul mein to peene ka maza aata hai
peene walo ko jeene ka maza aata hai

jaan utha le mo se laga le
jaan utha le mo se laga le mo se laga ke choom choom choom
jhoom barabar jhoom sharabi jhoom barabar jhoom
jhoom barabar jhoom sharabi jhoom barabar jhoom

jo bhi aata hai yahan pee ke machal jata hai
jab nazar saqi ki parti hai sambhal jata hai
aayi idher jhoom ke saqi ka leke naam utha
daikh wo abr utha tu bhi zara jaam uthaa

is qadar pe le ke rug rug mein suroor aa jaye
qasrat e mai se chehre pe noor aa jaye
iske her qatre mein nazan hai nihan darya-dili
iske peene se ata hoti hai ik zinda dili

shan se pee le shaan se peele
shan se pee le shaan se jeele ghoom nashe mein ghoom ghoom ghoom
jhoom barabar jhoom sharabi jhoom barabar jhoom
jhoom barabar jhoom sharabi jhoom barabar jhoom

kali ghata hai mast faza hai
kali ghata hai mast faza hai jaam utha ker ghoom ghoom ghoom
jhoom barabar jhoom sharabi jhoom barabar jhoom
jhoom barabar jhoom sharabi jhoom barabar jhoom

jhoom barabar jhoom sharabi jhoom barabar jhoom
jhoom barabar jhoom sharabi jhoom barabar jhoom

 
icon for podpress  Jhoom Barabar [0:30m]: Play Now | Play in Popup | Download

Dilwale Dulhania Le Jayenge - DDLJ

Tujhe Dekha tho ye jaana sanam
Pyaar hotha hai deewana sanam

Tujhe Dekha tho ye jaana sanam
Pyaar hotha hai deewana sanam

Ab yahaan he kahaan jaye hum
Tere baahon mein mar jaaye hum

Tujhe Dekha tho ye jaana sanam
Pyaar hotha hai deewana sanam

Ab yahaan he kahaan jaye hum
Tere baahon mein mar jaaye hum

Tujhe Dekha tho ye jaana sanam

Aankhen mere sapne tereee
Dil mera yaadhen tere

Mera hai kya sab kuch teraaa
Jaan teri saanse teri

Mere aankhon me aansoo tere aa gaye
Muskurane lage saare ghum

Tujhe Dekha tho ye jaana sanam
Pyaar hotha hai deewana sanam

Ab yahaan he kahaan jaye hum
Tere baahon mein mar jaaye hum

Tujhe Dekha tho ye jaana sanam
Pyaar hotha hai deewana sanam.

?

 
icon for podpress  Tujhe Dekha Tho Ye Jaana Sanam (Dilwala Dulhaniya Le Jayenge) [5:04m]: Play Now | Play in Popup | Download

Google