Apun Ke Saath Jo Bhi Ladega
Mission Mission Mission Istanbul.. Mission Mission Mission Istanbul..

Apun Ke Saath Jo Bhi Ladega, Sir Saale Ka Wahin Phatega
Goli Jo Padegi Bheje Mein, Kaun Mai Ka Laal Rukega

Darna Marna Rukna Chalna Ladhna Sambhalna Pit Jaaye Ga Varna
Maarna Peetna Kaam Apun Se Seekhna Josh —– Mushkil Hai Jeena
Hoo..Mushkil Teri, Aadath Meri. Teri Zindagi Hai Amaanath Meri
Tujh Pe Na Hogi Koi Khabhar Lejaaoonga Kab Kaun Kahin

Mission Mission Mission Istanbul.. Mission Mission Mission Istanbul..

Apun Ke Saath Jo Bhi Ladega, Sir Saale Ka Wahin Phatega
Goli Jo Padegi Bheje Mein, Kaun Mai Ka Laal Rukega

Mission Whats up Mission Mission Whats up Mission Mission Mission

Peethe Gaathe Ghoose Laathe Zinda Murda Yaadon Ke Baarathein
Aathe Jaathe Khoon Ke Baraathe Huye Yeh Badal Se Din Mein Bhi Raathein
Kismat Teri Goli Meri, Mere Nishaane Pe Life Teri
Tujh Pe Na Hoga Koi Asar, Ruk Jaaye Ge Jab Saansein Teri

Apun Ke Saath Jo Bhi Ladega, Sir Saale Ka Wahin Phatega
Goli Jo Padegi Bheje Mein, Kaun Mai Ka Laal Rukega
Apun Ke Saath Jo Bhi Ladega, Sir Saale Ka Wahin Phatega
Goli Jo Padegi Bheje Mein, Kaun Mai Ka Laal Rukega

Apun Ke Saath Jo Bhi
Mission Mission Mission Istanbul.. Mission Mission Mission Istanbul..
Apun Ke Saath Jo Bhi Ladega, Sir Saale Ka Wahin Phatega
Goli Jo Padegi Bheje Mein, Kaun Mai Ka Laal Rukega
Mission Mission Mission Istanbul.. Mission Mission Mission Istanbul..

Ek Baat Kahoon Dildaara
Yeh Ishq Ishq Ishq Yeh Ishq Ishq Ishq? Yeh Ishq Ishq Ishq?.. Yeh Ishq Ishq Ishq Yeh Ishq Ishq Ishq Yeh Ishq Ishq Ishq

Ek Baat Kahoon Dildaara Tere Ishq Ne Mujhko Maara

Tu Shabnam Mein Angaara, Tere Ishq Ne Mujhko Maara

Yeh Ishq Ishq Ishq.. Yeh Ishq Ishq Ishq? Yeh Ishq Ishq Ishq?.. Yeh Ishq Ishq Ishq
Yeh Ishq Ishq Ishq.. Yeh Ishq Ishq Ishq?

Poochunga Khuda Se Ek Din, Kyu Husn Diya Yeh Tujhko

Tauba Na Toote Meri Kaafir Na Bana De Mujhko

Mera Husn Hai Sab Se Pyara Mere Ishq Ne Tujhko Maara
Ek Baat Kahoon Dildaara Tere Ishq Ne Mujhko Maara
Ek Baat Kahoon Dildaara Tere Ishq Ne Mujhko Maara
Mein Shabnam Tu Angaara, Mere Ishq Ne Tujhko Maara
Tu Shabnam Mein Angaara, Tere Ishq Ne Mujhko Maara

Yeh Ishq Ishq Ishq.. Yeh Ishq Ishq Ishq? Yeh Ishq Ishq Ishq?.. Yeh Ishq Ishq Ishq

Diwaanepan Ki Hadd Se Aage Tu Guzarta Jaaye

Rangeen Mere Chehre Ki Rangath Pe Marta Jaaye
Ek Baat Kahoon Dildaara Tere Ishq Ne Mujhko Maara
Tu Ek Aashiq Awaara Mere Husn Ne Tujhko Maara
Mein Ek Aashiq Awaara Tere Ishq Ne Mujhko Maara
Ek Baat Kahoon Dildaara Mere Ishq Ne Tujhko Maara
Mein Shabnam Mein Angaara, Tere Ishq Ne Mujhko Maara
Ek Baat Kahoon Dildaara Tere Ishq Ne Mujhko Maara
Ek Baat Kahoon Dildaara Mere Ishq Ne Tujhko Maara
Ek Baat Kahoon Dildaara Tere Ishq Ne Mujhko Maara

Jo Gumshuda Aankhon Mein
Jo Gumshuda Aankhon Mein Hai
Jo An Kahin Saanson Mein Hai
Dastaan Wahin Labzo Mein Kaho..
Dil Ki Baathon Ko Dil Mein Rehne Do
Nazar Se Nazar Se Kehne Do
Hongi Hongi Hongi Varna Badnaamiyan
Jo Gumshuda Aankhon Mein Hai
Jo An Kahin Saanson Mein Hai
Dastaan Wahin Labzo Mein Kaho..

Kaatil Badi Tanhaaiyan Takleef De Ab Duriyan
Samjha Karo Khamoshiyan Acchi Nahin Sarghoshiyan
Jawabon Mein Tum Sawalon Mein Tum
Hamesha Rahe Khayalon Mein Tum
Tumse Hai Meri Madhoshiyan..

Dil Ki Baathon Ko Dil Mein Rehne Do
Nazar Se Nazar Se Kehne Do
Hongi Hongi Hongi Varna Badnaamiyan

Tum Jo Mile Raahath Mili
Jeene Ki Bhi Chaahath Mili
Dil Ashna Tum Se Hua Puri Huyi Meri Dua
Mere Jism-O-Jaan Pe Chaaye Raho
Panaahon Mein Tum Samaaye Raho
Ooo?Kehthi Hai Meri Bethaabiyan

Dil Ki Baathon Ko Dil Mein Rehne Do
Nazar Se Nazar Se Kehne Do
Hongi Hongi Hongi Varna Badnaamiyan

Jo Gumshuda Aankhon Mein Hai
Jo An Kahin Saanson Mein Hai
Dastaan Wahin Labzo Mein Kaho..